Thursday 30 June 2016

Privacy policy page kaise banaye blogger me


privacy policy kaise banaye blog ke liye

Friends, privacy policy page blog ke liye bahut hi important page hota hai aur google adsanse approve karwane ke liye bhi privacy policy page ka hona jaruri hai. To janate ki blog ke liye privacy policy page kaise banate hai blogger me.

privacy policy page kya hota hai ?

Dosto ye page apne blog ki Gopaniy Niti hoti hai jo batati hai ki site me kya kya information use ki jati hai kis prakar ke ads site me use kiye jate hai ..
Ek prakar se hum apne visitor ko sb bta dete hai ki hum site me kis ki jankari use karte hai.

Privacy policy page kaise bnaye blogger me


Ab apne main topic par aate hai aur jante hai ki privacy policy generator se privacy policy page kaise banate hai 

Ye step follow kare .

Step 1

Sabse pahle aap ye Serp Rank  ki site open kare 
Ye site bahut bdia site hai privacy policy generator ki

Step 2

Agar aapka account hai to aap Login hoye nhi to aap new account ke liye Resister kare.


Step 3 

Member tools page par click kare

privacy policy generator


Step 4

Jo page generat karna ho waha par click kare 
Aapke pas ek page khulega usme aapko sari information fill karni hai.
Adsense ke ke kiye aap yaha click kare

privacy policy generator


READ MORE



Step 5

Aapke paas jo page open hai usme aap information  bhare 

1. General site information

 Site url = isme aap apne site ka address likhe 

Email address = apni email id dale 

2. Use of cookies 

 Aap cookies use karte hai iske liye YES kare

3. Advertiser information

Google AdSense par click karke select kare.

Other koi ads use karte hai to usko bhi select kare

Step 6 

Ab aap create my privacy policy par click kare 

Aapke samne aapka privacy policy ka page bna hua khulega 

Aap usko copy kar le.
Aur blogger me dashboard me jakar new page me paste kar de aur page save kar de.

blog me new page kaise add kare privacy policy ka


Step 7.

Ab aapko ye page blog me kaise show karwana hai aur uska link kaise create karte hi wo next post me btaunga 

Final word

Ummid hai aapko samjh me aaya hoga ki privacy policy page kaise bnaye blogger me .
Aur Privacy policy page blog ke liye kitna jaruri hota hai uski puri jankari bhi me aapko next post me btaunga.

0 comments:

Post a Comment

Social share icon