Sunday 19 June 2016

Blogger me new template upload kaise kare

blogger me new template kiase upload kare



Friends, pichli post me aapne sikha ki blogspot.com par free blog kaise bannate hai. Agar aapne blog bana liya hai to ab aapke man me aa rha hoga ki blog banane ke bad kya kare. Blog banane ke just bad next step me kya kare .
Me aapko btata hu ki ab aapko apne blog me template change kaise karte hai par us se pahle ye blogger templates ke bare me jan lete hai.

Template kya hai


Simple example me aapko batau to samjh lo blog aapka mkan(house) hai .jaise hi makan ko bnane ke bad hum usko acha design karte hai furniture, colour, etc se makan acha bnate hai.

Waise hi blog me template blog ki design hai jo blog ko bdia design, look deta hai.



Kya template change karna jaruri hota hai.


Ye bhi naturally hai ki man me kuch na kuch question jarur aate hai .ye question bhi aaya hoga aur ye bhi aap sochte honge ki template change na kare to kya hoga.

To ye bhi clear kar deta hu ki aapne jab blog bnaya tha template tab hi upload ho gya tha wo blogger ka custom template hota hai jo itna acha nhi hota hai 

Isliye Humko ek aisha template chahiye jo fast loading , SEO friendly, good looking, mobile fr iendly, social media widget etc facility wala ho . Isliye hum blog me new template  imstall karte hai.

blogger custom template
custom templstes

Blogger template download kaise aur kaha se kare


Upar likhi bate aapko samajg me aa gyi hai to ab aapko bhi apne blog me template install karene ka plan bnaya hoga par man me aur bhi question hai blog ke liye template kaha se laye.


Blogger templates download karne ki bahut si website hai jo aapko free template aur paid template deti hai bs aapko.un site se template download karna hai. 

download free blogger templates 

blogger ke liye templates download karne ki best websites






Blogger par template change kaise kare 


Finally hum main topic par aate hai or jante hai ki template install kaise kare
Download kiya gya template zip. File me hota hai aur hume apne blog me xml. File upload karni hoti hai .
Zip file ko xml file me convert kaise kare 
Aap step 1 me jaane.



Step 1
convort zip file to xml




Sabse pahle aapne jo Template download kiya hai us template ko aap file me jakar
File par right key par click kare

Fir aap extract files... par click kare

Ab aapki ek new file ban chuki hai jo xml file hai or wahi aapko template me upload karni hoti hai.

Step 2

Blogger.com me jakar apna blog open kare

Step 3

Ab aap backup/restore par click kare
Ab aapke pas ek file open hue hai usse download backup se pahle apna backup jarur download kare le 



Fir upload file ko open karke aap apna xml file template open kare.

Step 4

Jb aap xml file ko open karte se tb aapko upload par click kar de .upload katne de pahle ek baar dek le ki.jo aap file upload kar rhe ge usme piche ki tarah xml likha hua hai. 

ab aap upload par click kare

Friends aapko ye article blogger me new template kaise upload karte hai achchi tarah se samajh chuke honge uske bad bhi apar aapko template change karne me problem aa rhi hai to aap hme comment kar ke bhi jan sakte hai.

0 comments:

Post a Comment

Social share icon