Monday 6 June 2016

Internet se paise kaise kamaye - top 5 tarike


make money online


Friends, jb hum paise kamane ki baat karte hai tb koi bhi shortcut and easy tariko se paise kamane ke bare me sochte hai aur hum sochte hai ki hum ghar baithe paise kaise kamaye.hmare man me ye bhi question aate hai ki hum internet se paise kaise kamaye kyuki yeh ek sabse simple aur aasan tarika hai paise kamne ka. 


internet se paise kamane ka tarika.


internet par aise bahut se tariko se paise kama sakte hai jis se hm online paise kama skate hi.
par hme dr bhi rhta hai ki hmare sath dhokha na ho. hum mehnat bhi kare aur hmare hah kuch na lge
me aapko bharoshemand sites ke bar me btaunga jis se aap paise kama skte hain par aapko mehnat to karni hi pdegi
bs fark itna hai ki aapki mehnat yaha faltu me nhi jayegi


internet se paise kaise kamaye in hindi-top 5 tarike.




1. Affiliate marketing se paise kaise kamaye


affiliate marketing ek advertising network hai jo aapko kisi e-commerce site ke products ke ad deti hai.
aur hum uski products ko apne kisi online source ke through us products ko sell krwane par wo company hme us products ki price ke hisab se hme commision deti hai.


2. Paid Reviews se paise kaise kamaye


aapne dekha hoga ki koi bhi product kharidne par log sabse pahle uska review dekhte hai ki wo kaisi hai aur jiska review acha hota hai jyadatar wahi product jyada sell hota hai.

wahi dekhe jaye to review writer apni marji se likhta hai.
agar aapke pas bhi ek achi review ki site hai to company apko paise dekar apne products ka review likhwati hai. jb hum paise lekar kisi products ka review likhte hai uski ko hum paid review kahte hai. ab aapko samjh me aaya hu hoga ki aid review ke through hum paise kaise kama sakte hai.


aap review likhte samay bhi dhyan rakhe ki aapko fayda ho uske sath sath aapke visitor ka bhi bhayda ho. 
aapke visitor ka bharosha hamesha aap par bna rahna chahiye isse aapko aur aapki site ka hi fayada hai.


3.Photo bechkar paise kaise kamaye.


eshi bahut si image stock ki sites hai jis par aap image sell kar skate hai aur badale me wo sites aapke money procide kaarti hai.
aap un site ki membership join karke aap image bech sakte hai.
wo site unki terms & conditions aur apni policy ke hisaab se paise degi.

www.shutterstock.com , istockphoto.com and www.shutterpoint.com ke alawa bahut si site hai jo paise dekar photo kharidati hai.


READ MORE



4. Blog se paise kaise kamaye

make money to blog




blogging ek best platform hai online paise kamane ka blogging hum free me shuru kar skate hai yahi bina paisa lagaye hum lakhon rupay bhi kama skate hai. blog ya website bana ke us par hum apni skill apni knowladge share karte hai.
jab apni site par visitor aur apne blog par perdayview bdia ho to hm apni site par ad lagate hai aur jb visitor apne ad par click krta hai tb hamari income hoti hai.
blog par income karne ke liye blogger google adsense me apply karte hai jb ye approve ho jata hai tb iske ad hum blog me lagate hai.
adsense ki income doller me hoti hai aur jb hm ek din me $10 $20 doller bhi kama lete hai to ye india me bahut jyada shuruaati income hogi.


5. Youtube se income kaise kare


make many online with youtube


youtube ke bare me to aap sb jante hi hai ki ye ek google ki sarvice hai jo online videos dekhne ke kam aati hai. par aapne kabhi socha hai ki ye video kaha se aate hai inko videos dikhane par kya milta hai.

me aapko btata hu ki youtube se paise kaise kamaye
youtube par bhi hum blog ki hi tarah ad laga kar income kar skte hai. 
iske liye sabse pahle hame ek youtube par chenal banana pdta hai aur us par hume video ko upload karne pdta hai fir unhi video par adsense approved krwakr uske ad lagta hai.
aapke chenal par subscriber ki sankhya itni jyada hogi utne jyada aap paise kama skate hai.


READ MORE






online paise kaise kamane ke in tariko ko aap samajh gye honge agar nhi smajh me aaya ya aur koi aapka swal hai to aap hme comment kar ke bhi jaan skate hai

0 comments:

Post a Comment

Social share icon