Saturday 28 May 2016

Counter strike game android smartphone par kaise chalaye


Friends, counter strike 1.6 ek computer par khele jana wala bahut hi popular game hai.
Computer par counter strike game online khela jata hai aur isko mouse aur keyboard key se control karke khela jata hai . Kaisa hota agar yahi aapka favorite game Android smartphone par khel skte .
Yes friends we can now play counter strike game on Android phone.
Ap jante hi honge ki PC par yeh game kaise khela jata hai. Isi game ko Android phone par khaise khela jata hai wo jante hai 


Counter strike for Android

Is game ko computer par mouse and keyboard se aasani se khel skate hai .Android phone par is game ko khelne ke liye mobile screen par control keys bne hote hai us hm asani se khel skte hai.
Pc se jyada mobile par yeh game khelna interesting bhi hai.

Mobile phone par counter strike game khelne ke liye

Requirements :-

  • Steam account
  • APK file
  • Xash3D
READ MORE

Counter strike Android phone me install kaise kare 

Step 1

Sabse pahle APK file install kare 

Agar aapka phone single core system ka hai to aap NOOMP  file download kare and multicore system ka hai to aap Omp postfix apke file download kare

Step 2

Uske baad aap download ki gyi  xash3D ko install kare

Step 3

Installation file se steam CS1.6 se CStrike and valve folder ko SDcard ke Xash folder me copy kar de.

Step 4
After all cs 16client ko run kar de aur Android phone par counter strike game ka majaa le.


I hope ki aapko ye tutorial counter strike for Android phone par kaise khele samjh me aa gya hoga.
Koi problems ho to.aap hame comment karke uska solution jaan skte hai

READ MORE
Android mobile root kaise kare without pc

moblie me 2 whatsapp kaise chalate hai

0 comments:

Post a Comment

Social share icon