Saturday 16 April 2016

Android smartphone root kaise kare without pc

Hello friends, is tutorial me aap ko Android smartphone root kaise karate hai bina pc ke bare me jankari di ja rhi hai.pichhali post me mene btaya ki Android smartphone root karna kya hota hai aur root karne ke labh aur haniya kya hai.

Finally aapne decide kar liya hai ki apna phone root karna hai to aap jante hi honge ki root kya hota hai 
Mobile phone root karane ke kya fayade aur nuksan hai .
Ya root karne ke advantage aur disadvantage kya hai.
Agar nhi jante hai to hamari ye post pade  Root kya hota hai aur uske kya fayde aur haniya hai


Mobile phone root karne se pahle kya kare 


  • Apna mobile phone kam se kam 70% tk charge kar le.


  • Apne data ka backup store kar le


  • Setting me unknown source enable kar le 

Unknown source enable karne ke liye
Setting<security<unknown source me jaye


Android smartphone root karne ke best app


  •  Kingroot
  •  Framaroot
  • Kingoroot
  • VROOT
  • IROOT



1 . Kingroot



Android Mobile phone root karne ki best application hai 

  • Sabse pahle kingroot download karke install kar de 


  • Ab "try it " par click karke main interface me enter ho jaye 


  • Aur " get now " par click kar de


  • Rooting process complete hone de fir success message aayega .


Rooting tutorial

  • Ab aapka mobile root ho chuka hai  



2. Framaroot


  • Framarot download kare 

Aur install karte time "super user" select kar de

  • Exploit select kare 
  • Aur success message aayega aur fir apna device restart kar de


3. Kingoroot

Kingoroot bahut saral aur user friendly hai ye 
Ye 2.0 version device se lekar sb version me asani se install ho jata hai.

  • Kingoroot download kare aur fir install kar de
Rooting tutorial

  • Fir "click root" par click kar de

Root kaise kare
  • Rooting process start ho chuki hai aur kuch der wait kare rooting % ko complete hone tak. 



  • Last me success aur failed  message aa jayega 


Root successful

4. VRoot

5. IRoot


Ye dono  bhi smartphone root kane ki bdia application hai 


in sb aap ko google ya playstore se download kar skate hai

Android smartphone root karna hai na bahut hi aasan wo bhi without pc ke

Ye top best root karane ke software hai. Aur aapke liye bahut hi useful hai .

Read more 

0 comments:

Post a Comment

Social share icon