Monday 21 March 2016

Mobile root karana kya hai - advantage and disadvantages



Friends bahut se log hai jo root ke bare me janate hai aur apana moblie phone root karana chahate hai. But bahut se aishe bhi log hai jo root ke bare me nahi janate hai aur uske bare me janana chahte hai ki root kya hota hai. To dosto mein aapko btata hu ki root kya hota hai root karne ke fayade aur nukashan kya hai android phone ko root kaise karate hai without pc

READ MORE


Root kya hota hai

Root ka hindi matalb hota hai jad yani ki phone ko root karake phone ki jad tak pahuch sakate hai. phon ko customize karana hi root kahata hai.
Phon ka pura control apana hota hai aur hum phon ke admin ban jate hai

Root Karane ke advantage & disadvantage (fayade aur nukshan)

Advantage of root

Mobile phon company se ban ke aata hai aur usme company ki registered chize hum access nhi kar sakate hai
Root karane ke baad hum phone ke admin ban jate hai aur apne hisab se access kar sakate hai.
 Phone ki koi bhi installed application uninstall kar sakate hai
Android id, model no. etc. Change kar sakate hai
Kisi bhi phone version ko lollipop version me update kar sakate hai
 Kisi bhi software ko install kar s s kate he jo without root ke phon permission nhi deta hai.

  Disadvantage of root


1. Pahle pahala aur bada nukshan yahi hai ki phone ko root karate hi phone ki warranty khatm ho jayegi
2.Me yahi kahna chahunga ki kisi purane phone ko root kare jiski warranty period end ho chuki ho
3.agar root thik se na ho to phon brick ( dead ) ho sakata hai fir aapka phon ek dibba ban jayega

Phone ko apni risk par hi root kare

READ MORE


Phone ka data lost ho skata hai isliye backup pahale se hi lekar rakhe.

android phonekto root kaise kare bina pc  janane ke liye yaha click kare


0 comments:

Post a Comment

Social share icon