Sunday, 14 February 2016

youtube se video download kaise kare bina kisi software ke





youtube google ki ek eshi site hai jis se hum koi bhi important video dekh sakate hai aur hum youtube par apne video upload bhi kar sakate hai.


READ MORE




MOBILE KA DELETE DATA KAISE RECOVER KARATE HAI (SIMPLE METHOD)





ya ye bhi kah sakate ki youtube ek online video sharing site hai. jab hum youtube par video dekh rahe hote hai tb koi video apne ko pasand aa jata hai aur hamare pas koi youtube se video download karane ka software nhi ho tb hum wo video youtube se download nhi kar sakate hai.


lekin me aaj aapko ek eshi trick btane ja rha hu jis se aap youtube se aasani se bina kisi software ke video download kar payenge.

 bs aap in steps ko follow kar ke video download kare.



* Read more

 Mobile Ka delete data kaise recover karate hai (simple method)

 whatsapp par heavy file kaise share kare 1GB tk ki

youtube se video download kaise kare

 step 1


sabase pahale aap youtube.com par jaye aur jis video ko download karana hai use open kare



 step 2



ab video ke adress bar/url par jaye aur us me url
http://www.youtube
edit karke youtube se pahle "ss" type kere edit karne ke bad address bar me iss tarh dikhega
www.ssyoutube.com/watch?...



step 3



ab is link ko reload kre matalab wapis search kare ya keyboard se enter type kare aur kuch hi second me aapke samne download karame ka link open ho jayega aur download ke option ke pas video format bhi diya hoga




step 4



ab aap video ko jis format me download karana chate he wo dropdown menu par click karake aap jis format me download krna chahate hai wo select kar de

0 comments:

Post a Comment

Social share icon